'Banjaara' is a awesome song from the upcoming Hindi movie 'Ek Villain'. Mohd. Irfan had sung this song while Mithoon had penned this song.
Song : Banjaara
Movie : Ek Villain
Singer : Mohd. Irfan
Lyrics : Mithoon
Music : Mithoon
Music Label : T-series
Banjaara Song Lyrics:
Haan Kisi Shayar Ki Ghzal
Jo De Rooh Ko Sukoon Ke Pal
Koi Mujh-Ko Yun Mila Hai
Jaise Banjaare Ko Ghar
Naye Mausam Ki Sehar
Ya Sard Mein Dopehar
Koi Mujh-ko Yun Mila Hai
Jaise Banjaare Ko Ghar
Andhery Ko Andhera Nahi
Sirf Roshani Mita Sakti Hai
Nafrat Ko Nafrat Nahi
Sirf Pyaar Mita Sakta Hai
Jaise Koi Kinara, Deta Ho Sahara
Mujhe Woh Mila, Kisi Morr Par
Koi Raat Ka Taara, Karta Ho Ujaala
Waise Hi Roshan Kare, Woh Shehar
Dard Mere Woh Bhula Hi Gaya
Kuch Aisa Asar Hua
Jeena Mujhe Phir Se Woh Sikha Raha...
Jaise Baarish Kar De Tar
Ya Marham Dard Par
Koi Mujh-ko Yun Mila Hai
Jaise Banjare Ko Ghar
Koi Mujh-ko Yun Mila Hai
Jaise Banjaare Ko Ghar
Jaise Banjaare Ko Ghar
Jaise Banjaare Ko Ghar
Jaise Banjaare Ko Ghar
Click Here To See Other Songs Lyrics Of This Movie
Jo De Rooh Ko Sukoon Ke Pal
Koi Mujh-Ko Yun Mila Hai
Jaise Banjaare Ko Ghar
Naye Mausam Ki Sehar
Ya Sard Mein Dopehar
Koi Mujh-ko Yun Mila Hai
Jaise Banjaare Ko Ghar
Andhery Ko Andhera Nahi
Sirf Roshani Mita Sakti Hai
Nafrat Ko Nafrat Nahi
Sirf Pyaar Mita Sakta Hai
Jaise Koi Kinara, Deta Ho Sahara
Mujhe Woh Mila, Kisi Morr Par
Koi Raat Ka Taara, Karta Ho Ujaala
Waise Hi Roshan Kare, Woh Shehar
Dard Mere Woh Bhula Hi Gaya
Kuch Aisa Asar Hua
Jeena Mujhe Phir Se Woh Sikha Raha...
Jaise Baarish Kar De Tar
Ya Marham Dard Par
Koi Mujh-ko Yun Mila Hai
Jaise Banjare Ko Ghar
Koi Mujh-ko Yun Mila Hai
Jaise Banjaare Ko Ghar
Jaise Banjaare Ko Ghar
Jaise Banjaare Ko Ghar
Jaise Banjaare Ko Ghar
Banjaara Song Video:
Click Here To See Other Songs Lyrics Of This Movie
0 comments:
Post a Comment